Jab baitha tha nirasha se ghira,
Usne kaha tha, mai hun na.
Jab baate karta tha mai chand ko chune ki,
Usne kaha tha, itni dur kyun baithe ho.
Jab sochta tha kuch pagalpan karne ki,
Usne kaha tha, do log jyada pagal hote hai.
Jab sochta tha, mai usse izhar karne ki,
Usne kaha tha, mai jaanti hun tum kya kehna chahte ho.
Jab chahta tha, uski latonko sawarna,
Usne kaha tha, tum sochte bahut ho.
Jab sochta tha, uski nigahonse se madhosh hone ki,
Usne kaha tha, paimane to
hothonse pilaye jaate hai.